Surkh wala, soz wala, faiz wala love
Hota hai jo, love se zyada Waise wala love
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh Humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar Yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai Phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Meri neend jaise pehli baar tuti hai
Aankhien mulke maine dekhi hai subah
Hui dhoop zyada leke teri roshini din chadha
Ishq wala love
Jhaakein baadlon ki jaali ke peeche se Karein chandini yeh mujhko ittelah
Leke noor sara chand mera yahin pe Hai chupa chupa hua
Ishq wala love
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh Humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar Yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai Phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Oh, oh, oh, oh, oh Jo aise hota
Jo milte tum
Ho jaate gum
Saath mere
Hotey hotey hoga
Samjhaayein hum
Thum jaaye tum
Oh dil mere
Tutta zyada zyada taara jab gira
Zara zyada zyada mangoon dil tera
Kabhi zyada zyada maaney na Dil yeh sarphira
Ishq wala love
Bada yeh dil nadaan tha Aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo tune kaha tha dhako Toh tune hi kyun zyada hua
Ishq wala love
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh Humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar Yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai Phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Oh, oh, oh, oh, oh Ishq wala love

Comments